Mera Saaya [1966] Stars Sunil Dutt and Sadhana. Directed by Raj Khosla. Music by Madan Mohan and lyrics by Raja Mehdi Ali Khan.
Movie : Mera Saaya
Singer : Lata Mangeshkar
Music : Madan Mohan.
Lyrics : Raja Mehdi Ali Khan.
Label : Saregama India Limited
Year : 1966
For more updates Follow us on Facebook:
http://www.facebook.com/Saregama
For More Latest Videos log on & subscribe to our main channel
http://www.youtube.com/saregamaindia
Follow us on Twitter: https://twitter.com/saregamaglobal
For Mobile download Visit : mobile.saregama.com
Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya
Kabhi mujhako yaad kar ke
Jo bahege tere aansu
Kabhi mujhako yaad kar ke
Jo bahege tere aansu
To vahi pe rok lege unhe
Aake mere aansu
Tu jidhar kaa rukh karega
Mera saya saath hoga
Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya
Tu agar udaas hoga to
Udaas hugi mai bhi
Tu agar udaas hoga to
Udaas hugi mai bhi
Nazar aaun yaa naa aaun
Tere paas hugi mai bhi
Tu kahi bhi jaa rahega
Mera saya saath hoga
Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya
Mai agar bichhad bhi jaaun
Kabhi mera gam na karna
Mai agar bichhad bhi jaaun
Kabhi mera gam na karna
Mera pyaar yaad kar ke
Kabhi aankh nam na karna
Tu jo mudake dekh lega
Mera saya saath hoga
Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya
Mera gam rahaa hai shaamil
Tere dukh me tere gam me
Mera gam rahaa hai shaamil
Tere dukh me tere gam me
Mere pyaar ne diyaa hai
Tera saath har janam me
Tu koi janam bhi lega
Mera saya saath hoga
Tu jahaan jahaan chalega
Mera saya saath hoga
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya
Mera saya mera saya.
Tu Jahaan Jahaan Chalegaa Mera Saaya Saath Hoga - Lata Mangeshkar - Mera Saaya [1966] total dhamaal imdb | |
| 2,590 Likes | 2,590 Dislikes |
| 624,637 views views | 10.6M followers |
| Music | Upload TimePublished on 3 Mar 2014 |
Không có nhận xét nào:
Đăng nhận xét